How to Link aadhaar with Pan card. Pan card ko adhar card kaise link kre
How to link pan with aadhar janiye is post mein Good morning all my friends aaj main aapko PAN card ko aadhar card se kaise link karenge iski jankari step-by-step dunga but iske pahle Ham janenge ki PAN card ko aadhar card se link karne ki jarurat kyon hai
PAN card ko aadhar card se link kyon Karen. Supreme Court ke aadesh anusar ITI dakhil karne aur naye PAN card ke aavedan ke liye aadhar number ko PAN card ke sath link karna anivarya kar diya hai isliye hamen PAN card ko aadhar se link karne ki vishesh jarurat hai supreme Court ke aadesh anusar 30 December 2019 kendriya pratyaksh tax board ki vartman suchna ke anusar pan card ko aadhar card se link karne ki samay Seema badhakar
31 March 2020 ki gai hai yadi aap PAN card ko apne aadhar card se link nahin karte Hain to aapka PAN card reject ho jaega 13 February 2020 ki aadesh ke anusar sarkar ne spasht kiya ki PAN card ko 31 March 2020 se pahle link nahin kiya Gaya to reject kar diye jaenge aapke PAN card ko
How to link Pan with aadhar step by step
PAN card ko aadhar card se link karne ke liye aap kaun sabse pahle income tax ki file ki website per Jana hoga jiska link mein niche de rakha hai yahan se aap direct click karke bhi ja sakte hain jaane se pahle post ko aakhiri Tak padhe Taki aapko PAN card ko aadhar card se link karne mein Koi pareshani Na Ho
Friends ismein khas baat hai jo dhyan dene yogya hai aapke aadhar card per likha hua naam per PAN card ke anusar same hona chahie aisa nahin hai to aapko sabse pahle apna aadhar card update karna hoga.
How to know Aadhar linked with bank account जानने के लिए यहां क्लिक करें
Pan Ko Aadhaar se link karne ke liyea aap income tax e-filing ki website per jaenge homepage ke roop mein aapko kuchh is tarah se dikhai dega Jahan per aapko step by step
![]() |
How to link Pan with aadhar card |

- PAN number
- Aadhaar number
- Name as per aadhaar
Bharane ke bad aapko just niche bane hue box per Tick ✓ Mark Karen.
✓ I agree to validate my aadhar details with UIDAI
tick karne ke bad aapko niche kuchh image ke roop mein captcha code dikhai de raha hoga jise aap niche bane hue box per bharkar link aadhar per click kar sakte hain yahan par ek aur option aapko milega yadi aap aankhon se nahin dekh sakte hain to uske liye aapko OTP ka option dikhai de raha hai Jahan per aap request OTP per click karke aapko OTP generate kar sakte hain iske bad aap link aadhar per click karenge.
to aapko nahin kuchh is tarah se dikhai dega yahan per likha rahega
your request has been sent to UIDAI for validation of aadhar please check the status letter by clicking on aadhar hyperlink
ab aapka aadhar successful link ho chuka ha ager yh post aapko acchi lagi ho to comment section mein comment karke jarur bataen hm fir milenge agali post ke sath.
Comments
Post a Comment
Please comment if you like post